Texty

Kahaani ki meri, saathiya, hai zubaan tu hi Kahaani ki meri, saathiya, hai zubaan tu hi Khwaabon se bhi haseen jo lage, woh subah tu hi Hai meri bandagi mein koi to dua, tu hi Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi Hai jeene ki mere ab koi to wajah, tu hi Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi Main poore ka poora hoon, main ab nahi Ki us mein se aadha hai tu Ya mumkin hai mujhmein hi rehne laga Mujhse bhi zyada hai tu Lafzon mein boli jaaye na Barkatein jo tu laya hai, haan, hmm-umm Maano saara jahaan mere Aangan mein simat aaya hai, aaya hai Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi Pairon ko jo mere pankh de, woh hawa tu hi Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi Ki tujhse hi jaadui, jaadui Jaadui, jaadui, jaadui lage ye zindagi
Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Pritaam Chakraborty Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out