歌詞

[Intro]
Kalandar mast-kalandar
Kalandar mast-kalandar
Tu hi mere dil ke andar
Ve sajna ve sajna ve sajna
Kalandar mast-kalandar
Kalandar mast-kalandar
Tu hi mere dil ke andar
Ve sajna ve sajna ve sajna
[Chorus]
Mann saat samandar dol gaya
Jo tu aankhon se bol gaya
O mann saat samandar dol gaya
Jo tu aankhon se bol gaya
Le teri ho gayi yaar
Sajna ve sajna
O sajna mere yaar
Sajna ve sajna
Jo saat samandar dol gaya
Tere pyar mein yeh bin mol gaya
Le teri ho gayi yaar
Sajna ve sajna
O sajna mere yaar
Sajna ve sajna
[Verse 1]
O kalandar mast-kalandar
Kalandar mast-kalandar
Tu hi mere dil ke andar
Ve sajna ve sajna ve sajna
Kalandar mast-kalandar
Kalandar mast-kalandar
Tu hi mere dil ke andar
Ve sajna ve sajna
[Verse 2]
Tujhe bhar loon apni aankhon mein
In aankhon ko main kholoon naa
Gholoon apni baaton mein
Phir is duniya se boloon naa
Bhar loon apni aankhon mein
In aankhon ko main kholoon naa
Gholoon apni baaton mein
Phir is duniya se boloon naa
Main dekhoon main baat karoon
Tere saath jiyoon tere sath maroon
Main dekhoon main baat karoon
Tere saath jiyoon tere sath maroon
Le teri ho gayi yaar
Sajna ve sajna
O sajna mere yaar
Sajna ve sajna
[Verse 3]
Jo saat samandar dol gaya
Tere pyar mein yeh bin mol gaya
Le teri ho gayi yaar
Sajna ve sajna
O sajna mere yaar
Sajna ve sajna
[Chorus]
O kalandar mast kalandar
Kalandar mast-kalandar
Tu hi mere dil ke andar
Ve sajna ve sajna ve sajna
Kalandar mast-kalandar
Kalandar mast-kalandar
Tu hi mere dil ke andar
Ve sajna ve sajna ve sajna
Written by: Irshad Kamil, Sandesh Shandilya, White Noise Collectives
instagramSharePathic_arrow_out