Nirvana Soul 熱門歌曲
積分
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Nirvana Soul
Künstler:in
V-SHAEDY
Künstler:in
Eshan Singh
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Vishal Sisodiya
Songwriter:in
Chetan Patil
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Eshan Singh
Produzent:in
歌詞
Iss duniya mein toh log bhagwan ko bhi koste hain
Par kya farak padta hai?
Hai khuda pe bharosa kafi
Vo basta bhitar toh fir
Main bhi na mangu maafi
Na shaq hai zara bhi
Mehsoos krta usse jab yeh
Dil hai saaf dimag bhi shant
Main kholta kaan
Chahu sunna uski awaaz par
Vo toh hai ijaaz
Hum lagate hai pukar mandiron me
Vo bhi deta hai jawab kehta
Tere hi bhitar hu mai
Har uss bhatakti ruh mai
Pavitra hai panne jo
Meri iss kalam jo chute
Yeh saare gulam bin gyaan
Bas karte head nod
Rakhte soch in sabse pareh 'cause
We spit the words of god
Now no wonder you know
Why we call them verses
More blessings more curses
And yes
Yes we deserve this
We deserve to be strong
And this l.i.f.e is never wrong
Everything mistaken 'cause
Its all how we see things
Aate badlav mai dhal ke sham
Kyunki tabhi hote din
(Kyunki tabhi hote din)
Main likhne baitha outro par
Shayad yahi shurvat hai
Main toh likhne baitha gana par
Likh diya ehsas me
Har ek shabdh mere dil se
Unko gaa dun bas ek saans me
Pehle khudko dun tasalli
Akhir mein kon karega yaad yeh
Main bhi kafan me dafan aur
Mere panne sare rakh mai
Par yeh soul hai immortal aur
Yeh sharir jaise casket
Dekhu na main peeche
Aage bante jate raaste
Aur Jaisi teri shraddha
Mujhe uss naam se awaj de!
Yeah
Kabhi kabhi cheezen dhundli ho jati hain
Par ab kya kr sakte hai
Main hun hi aisa
Tera naam leke awaaz dun
Yeh mujhpe tarika maalum hai
Par haan aur na me confused jaise samalengik
Khuddar hun main
Jitni baar bhi aasman dekh ke pukaarun main
Vo bas puchne ko ki tu mujhko
Ghar kab bulara hai?
Jawaab bhi milte hi aise aage se ki tu yahan ka
Par maine tujhe vahan ke liye banaya hai
Jis tarah bhaag ke aake tu pairon me girke
Tu bikhre sawaal samete mere aage
Tujhe vaisa bann ne ki zaroorat nahi
Vishwas rakh sahi
Ehsaas hoga to dikhegi jannat vahin
Mujhe maalum tere
Bhuke baalakpan ka ek ilaaj ni
Tujhe batane ki lod ni mujhe ki
Kitni baar tujhe lage ki tu ni hai aadmi
Par insaaniyat hoti
Je ek aankh band krke zahir
To aankh ke badle aankh chhod
Main puri duniya banata kaani
Aaj ke jaise haalat
Mujhe koi dukh ya khed ni
Agar tu khud ki soche aur tu bachpan se nastik
Ya bachpan ke baad khalti kuch baaton ne
Tere aas paas ki, Tera badla mizaaj
To na kar gussa khud pe
Tu na khud ko daant
Kal ke yug se anjaan to kya
Tu kalyug me khud ka khuda
Written by: Chetan Patil, Vishal Sisodiya