Nejlepší skladby od interpreta Kishore Kumar
Podobné skladby
Kredity
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Kishore Kumar
Leadgesang
Asha Bhosle
Künstler:in
Rishi Kapoor
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Laxmikant-Pyarelal
Komponist:in
Anand Bakshi
Songwriter:in
Texty
Ek hasina thi
Ek diwana tha
Kya umar,kya sama
Kya zamana tha
Ek hasina thi
Hasina thi
Ek diwana tha
Deewana tha
Kya umar thi, kya sama tha
Kya zamana tha
Ek din wo mile
Roj milne lage
Ek din wo mile
Roj milne lage
Phir mohabbat huyi
Bas qayamat huyi
Kho gaye tum kaha
Sunke ye dastaan
Log hairan hai
Kyunki anjaan hai
Ishq ki wo gali
Baat jiski chali
Us gali mein
Mera aana, jaana tha
Ek hasina thi
Ek diwana tha
Kya umar thi, kya sama tha
Kya zamana tha
Ek hasina thi
Ek diwana tha
Uss haseen ne kaha
Uss haseen ne kaha
Suno jaan-e-wafa
Ye falak, ye zamin
Tere bin kuch nahi
Tujhpe marti hu mein
Pyaar karti hu mein
Baat kuch aur thi
Wo nazar chor thi
Uske dil mein chupi
Chah daulat ki thi
Pyaar ka, wo fakat
Ek bahana tha
Ek hasina thi
Ek diwana tha
Kya umar thi, kya sama tha
Kya zamana tha
Ek hasina thi
Ek diwana tha
Bewafa yaar ne
Apne mehboob se
Aisa dhoka kiya
Aisa dhoka kiya
Aisa dhoka kiya
Aisa dhoka kiya
Zeher usko diya
Zeher usko diya
Mar gaya wo jawan
Mar gaya wo jawan
Ab suno dastaan
Janm leke kahin
Phir wo pahucha wahi
Shakl anjaan thi
Akl hairan thi
Saamna jab hua
Saamna jab hua
Phir wahi sab hua
Uspe ye karz tha
Uska ye farz tha
Farz ko karz
Apna chukana tha
Written by: Anand Bakshi, Laxmikant-Pyarelal